3 विचार “Hello world!&rdquo पर;

  1. prakash mishra कहते हैं:

    आज जहां हमारा देश विभिन्न तरह के सामाजिक कुरीतियों और बुराइयों का सामना कर रहा है, लेकिन हमारे हुकूमत में किसी का भी ध्यान इस तरफ नहीं उठ रहा है, ऐसी परिस्थिति में आपने जो यह महत्वपूर्ण कदम उठाया है, काफी सराहनीय है और मैं आशा करता हूँ कि आपका यह प्रयास हमारे जनादेश में इन कुरीतियों के विरुद्ध एक क्रांति पैदा करेगा.

  2. prakash mishra कहते हैं:

    aapka blog live in realitionship and low logon me relation ke prati mansik chetna jagruk karega. aapne jis tarah se is mahatvapurn aur vicharniy yogya mudda ko uthaya hai, hamare government ke samaj ke prati jagrukata par prashn chinh lagati hai. aapka yah lekh unlogon ke liye prernadayak aur ek sikh bankar ubharegi jo ki kisi do yuvak aur yuvtiyon ke sambandh par tika-tippani karne se baaj nahi aate hai ya samaj me use sampradayikata ka rang dekar hinsa utpann karte hain.

    aapne jo yah sarahniya kadam uthaya hai uske liya main aapka hardik dhanyvaad karta hun aur aasha karta hun ki aapka aanewala blog bhi hamare samaj aur sarkar ka ek sahi margdarshan karega.

टिप्पणी करे